How to increase ram android device. Android phone ki ram kaise badhaye,
Android phone india me sabse jyada use hone wala phone hai, Android phone chalana bahut easy aur easy hone ke sath isme bahut popular features iski yahi khas baat ye hai ki android version Micromax, Lava , karban, intex me bahut kam paise me mil jata hai, but ye phone saste hone ke karan in me RAM space bahut kam hota hai, aur aap to jante hi hai ki low ram wale phone ki speed bahut slow hoti hai, jiske karan hum mobile phone me jyada app install nahi kar sakte. Agar jyada app use karne ki koshish kare to ye phone hang ho jate hai,
MX Player Ac3 not support problem'ssolution -Hindi Me Jane
1 Android mobile me 2 whatsapp kaise chalaye Without any app.
agar simple bhasha me kahu to kam ram wale phone me hum 50% bhi maja nahi le sakte, jaise Asphalt 8 game ka size 1.5 GB hai aur low price wale phone ki itni ram maximum 1 GB hoti hai to dosto ye game play to kya install bhi nahi hoga in device me, aur na jane kitne aise game aur app hai jinka size isse bhi jyada hai, ab aap samanjh gaye honge ki low ram wale phone me hum kitne maja le sakte hai.
Don't worry aaj me aapko jo trick batane ja raha hu isse aap apne phone ki ram 4 GB tak badha kar kisi bhi game aur apps ka maja le sakte hai chahe wo 2 GB size ka ho ya isse bhi jyada,
lekin friends ye trick sirf rooted phone me hi work karegi. Agar aapka phone root nahi hai to ye post padhe aur apne phone ko root karle tabhi aage ke step follow kare
Android phone ko root kaise kare. Without PC
Iss trick ki khas baat ye hai ki isme only ek android app aur ek sd card ki jarurat hai jise aap mobile phone se hi kar sakte hai. Aur apne android mobile phone ka pura lutf le sakte hai
Facebook Par 1 Din Me 1000+ Request Kaise le Cyberlikers se
Facebook Par Unlimited Likes Kaise Le. Excellent Trick
Whatsapp no. international no. me kaise change kare Without Sim card
Android phone ki RAM kaise badhaye.
Step-1 Sabse pehle apne phone me Roehsoft RAM Expander app downlod kare
Download karne ke liye Yahan Click kare
Step-2 Download karne ke baad app install > open kare Phir root grant permission access kare.
Step-3 Swap Activ button par click kare.
Aur Apne memory card ko select kare.
Step-4 Memory card select karne ke baad phir se Swap Activ par click kare
Step-5 Aap jitna ram badhana chahte hai utna hi Swapping memory select kare. Kam se kam 512 mb tak Select kare isse kam select nahi hogi
Step-6 Swap File successfully create hone ke baad ek baar phir Swap Activ par click kare.
Congratulations Aapke phone ki ram badh gayi hai ab aap kisi bhi game ka maja le sakte hai..
Note.- phone ki Settings > Apps > running me ram show nahi hogi kyonki humne sd card ko ram me exchange kiya hai.don't worry ye trick 100% working hai ise check bhi kar liya gaya hai aur aap bhi apne phone me kisi bhi big size wale game ko install, play karke dekh sakte hai.
Agar ram badhane me kahi koi problem aaye to hame comment karke puchh sakte hai
...Shukriya...

ConversionConversion EmoticonEmoticon