Facebook Par Unlimited Likes Kaise Le. Excellent Trick




Hello, Dosto mera naam Gulrez Siddiqui Hai Ye is Blog ki pehli post hai ummid karta hu ki Aapko bahut pasand aayegi aur aapke liye usefull bhi hogi.

Ye post bhi padhe>>
Faceboo par 1 din me 1000+ friends request lene ki trick

1 Android mobile me 2 whatsapp kaise chalaye Without any app.

Whatsapp no. international no. me kaise change kare Without Sim card

MX Player Ac3 not support problem's solution -Hindi Me Jane

Is post me hum baat Karenge Facebook ki Ji ha Dosto jaise ki aap jante hai facebook World ki sabse popular social network site hai Internet chalane wala shayad koi hi Aisa hoga jiska facebook par account nahi hai facebook me kitne futures hai ye mujhe batane ki jarurat nahi kyonki aap achhe se jante hoge
Facebook ko koi chat ke liye use karta hai to koi call ke liye aur agar baat kare status ki to sabse jyada log status hi share karne ke liye use karte hai facebook par ek din me lakho post share hote hai aur har koi yahi chahta hai ki use jyada se jyada likes mile aur photo share karne ke baad to shayad 40% log yahi check karte rehte h ki unhai kitne likes mile kuchh log likes lene ke liye na jane kya kya karte
Jaise Photo ko photoshop se design etc. karna lekin phir bhi unhai 100 -200 Ya muskil se 500 likes milte hai  Aur jab wo kisi ke photo status par 100000 likes dekhte hai to unki bhi ichha yahin hoti hai ki kash unhai bhi itne likes mil pate lekin ab aap pareshan na ho kyonki jo trick mein aapko batane ja raha hu usse aap chahe jitne likes le sakte aur unlimited bhi
Puri post dhayan se padhe me Step by Step bataunga Agar kuchh Samanjh me na aaye To aap mujh bejhijak comment karke puchh sakte hai

Note:- Facebook account me aapki age 18+ honi chahiye nahi to ye trick kaam nahi karegi


Facebook par auto likes kaise le

Step1-
Sabse pehle apne account ki followers setting every body kare setting ke liye yahan click kare

 Step-2 Yaha click kare ek new site open hogi neeche image dekhe


Jaise ki aap image me dekh rahe hai click hare par click kare

Step-3 Ab aapke samne ek aisa page khulega neeche image me dekhen


Image me aap aap dekh rahen hai ki 2 method hai  (METHOD 1  aur METHOD 2) aapko method 1 ke click hare par click karna hai.

Step-4 Ab ek Facebook page khulega usme login kare jaise hi aap login karege to aapke samne HTC Sense ka page khulega neeche image me dekhen


(img 1)Continue par click kare.
Ab jaise aap img 2 me dekh rahe hai yehi page khulega  1 public  2 ok 

Step-5 Aapke samne aisa page khulega jo aap neeche image me dekh rahe hai


 Ye page khulte hi back aaiye jahan step 3 ki image me dikhaya gaya hai Matlab Jahan METHOD 1 aur METHOD 2 hai

Step-6 Aapko METHOD 2 par click karna aur jo page khulega uska url copy karna hai neeche image me dekhe kaha se copy kare.


Step-7 Ab website ke homepage par aaiye aur url past karke login karen. Image me dekhe


Step-8 Liker par click kare aapke saare post statusvaapke samne aa jayenge ab jis par likes lene ho us ke samne Auto Like wala botton press kare Neeche image me dekhe


Jaise aap image me dekh rahe hai ki 210 hi like hai Right yani ek baar me 210 hi likes le sakege dobara lene ke liye 15 minut wait karna hoga.

Chaliye ab puri Post ko aapke liye aasan karte hai

1. Yaha Click Kare ek app download hoga.

2. App install, open kare.

3. Tool par click kare. Yahan aapko auto likes auto comment auto follower etc. Bahut saare option dikhayi denge. Aapko jiski jarurat hai le sakte hai Abhi mein manke chalta hu ki aapko likes chahiye.

4. Liker par click karke apni facebook id se login karle

5. Login karte hi aapke saare status,post aapke samne aa jayenge .

6. Status ke niche right side me ek chhota sa box hai wahan se aap likes select kar sakte hai .I mean aapko jitne likes chahiye jaise 50 ,100, 200. Select karne ke baad Auto Likers par click kare.

Congratulation  Aapke photo, post , status par likes aa gaye hai Aap check kar sakte hai

........ENJOY.........

ye post agar pasand aayi to hume email subscribe kare aur ha post ko apne dosto me share karna bhi na bhoole
Agar koi step samanjh me na aaye ya phir mere likhne me koi galti hui ho to comment karke jarur bataye 



About Author:

Hello Dosto, Mera naam Gulrez Siddiqui hai. Mujhe logo ki Help karna bahut achha lagta hai. ye website meine banayi hai yahan par mein logo ki hindi me help karta hu. is site par aapko internet, blogger, youtube, seo, adsense, tips and tricks se related puri jankari hindi me milegi.


Twitter | Facebook | Google Plus

Previous
« Prev Post
Oldest

2 comments

Click here for comments
Unknown
admin
May 10, 2016 6:02 pm ×

mujko yeah batao mere fb I'd per follower ka option to aa hi nahi raha bo kaise aayega phele aataa tha lekin ab nahi aa raha

Reply
avatar
May 13, 2016 1:08 pm ×

Facebook account me aapki age 18 year se kam hai use 18+ kar le followers ka option aa jayega

Reply
avatar