Mx player ek bahut hi popular video player app, iski popularity ka raaz is app ke future hai jaise video zoom karna pen karna , seek karna brightness high ya low karna aur
Par is app me ek kami hai ye app ac3 audio supported nahi hai,
aapne dekha hoga ki bahut si video aisi hoti hai jiski audio mobile support nahi karta aise video hi ac3 audio me hoti hai,
inn video ko VLC player, Aur HD player aasani se play kar dete hai, but inn player me wo maja nahi jo mx player me hai, Ab aapke man me sawal uth raha hoga ki mx player me ac3 audio wali video kaise chalaye don't worry hum batayenge aapko, niche kuch step hai jinko followe karke aap mx player me kisi bhi video ka maja le sakte hai.
Ye bhi padhe>>
1 Android mobile me 2 whatsapp kaise chalaye Without any app.
Facebook Par Unlimited Likes Kaise Le. Excellent Trick
Step-1 Yaha Click Kare ek zip file download hogi use kisi alag folder me move kare
Step-2 Ab apne phone ki Setting>> app>> me jaye aur mx player ka clear data kardekarde
Step-3 Mx player open kare aur Setting >>Decoder>> me jaye niche image follow kare
Step-4 SW decoder (local), SW decoder (network), SW audio , aur use speedup triks inn charo par tik kare aap image follow kar sakte hai
Step-5 custom codec par click kare aapki file khul jayegi
Step-6 ab jis folder me aapne zip file save ki thi us folder ko open karke zip file par click karke ok karde
Facebook Par 1 Din Me 1000+ Request Kaise le Cyberlikers se
Whatsapp no. international no. me kaise change kare Without Sim card
Congratulations... ho gaya aapka kaam
ab aap apne mx player me sabhi quality ki video ka maja le sakte hai.
Aapko ye post kaisi lagi comment karke hume jarur bataye agar post pasand aaye to apne doston me share karna mat bhule
......Shukriya.....
ConversionConversion EmoticonEmoticon