1 Android mobile me 2 whatsapp kaise chalaye Without any app.



2 whatsapp in one phone


Whatsapp ek bahut hi popular chating app hai ye mein hi nahi balki internet chalane wala har koi janta hai. In my case Whatsapp ki help se hum apni femily.Yaro dosto aur rishtedaaro tak apni baat,photo,audio video documents etc. Aasani se pahucha sakte hai
 Aaj ke topic me hum aapko batayenge ki ek Android device me 2 whatsapp kaise chalate hai.

Ye post bhi padhe>>
Facebook Par 1 Din Me 1000+ Request Kaise le Cyberlikers se

Facebook Par Auto Likes Kaise Kare. Excellent Trick

Whatsapp no. international no. me kaise change kare Without Sim card

MX Player Ac3 not support problem's solution -Hindi Me Jane

Play store me aapko aise bahut se android app mil jayenge jisse ek mobile me 2 whatsapp aasani se chala sakte hai. lekin aise app me install kiya hua whatsapp phone ki home screen par to aa jayega lekin menu me nahi aayega
Jab aapko whatsapp use karna hota hai to aapko usi app me jana padega jisme aapne 2nd whatsapp install kya hai. To hai na badi problem.
Don't worry Aaj hum aapko ek aisi trick batayenge jisse aap apne phone me 2 whatsapp install kar sakte hai aur iske sath hi menu ,home screen. Har jagah show hoga ..

Ab Aap soch rahe honge ki do whatsapp kyu use kare isse hume kya fayda hai chaliye iska fayda me batata hu aapko

1 Mobile me 2 whatsapp ke fayde



Kayin baar aisa hota hai ki hume apni personel aur profational life ko alag- alag karna hota hai
Agar aap ek hi whatsapp. Use karte hai to zahir si baat hai aapke dosto, rishtedaaro  aur aapki femily sabhi ke tex. Audio video chating jo bhi hai ek no. Par hi aate honge aur kabhi-kabhi aisa bhi hota hai ki hume msg. Send kahin aur karna hota hai but galti se ya jaldbaaji ( Haste ) me wo kisi aur par chala jata hai.
maan lijiye ki aap apne kisi dost se chat kar rahe  hai aur jisse aap chat kar rahe hai wo aapki chat me sabse upar hoga i mean 1st no. pe ye aap bhi jante hai aise me agar aapke kisi femily member ne msg kar diya to 1st no.pe wo aa jayega aise me aapko 50% mistake ho sakti hai.
so ek whatsapp no. Femily ke liye aur 1 dosto ke liye kaisa rahega friends..
To dosto aap jaan gaye honge do whatsapp ke fayede..
Chaliye ab topic par aate hai.

1 Android mobile me 2 whatsapp kaise chalaye


Very simple ye kuch step hai jinko follow karke aap aasani se apne android phone me 2 whatsapp chala sakte hai Bas Aap Dhayan se step follow kare Aur Jude Rahe Aapjano.blogspot.com ke sath


Step-1agar aapke phone me whatsapp nahi hai to play store se download kare aur apna account bana le. Abhi mein maan ke chalta hu ki aapke phone me whatsapp install hai aur account bhi ready hai


Step-2   Yahan Click Kare GBWhatsapp download hoga.


Step-3  GBwhatsapp install,open kar le

Step-4 apna new no. Daale jispe aap 2nd whatsapp use karna chahte hai

Step-5 aapke no. Par ek confirmation msg. Aayega usme jo code hai whatsapp me enter kare

Step-6 apna naam enter kare aur continue kar de..

......Congractulation.....

Aapke phone me 2 whatsaap account chal gaye hai

Agar aap humse kuchh puchhna chahte hai to aap hume bejhijak comment kar sakte hai Aur ha post share karna bhi na bhule

.....Shukriya......


About Author:

Hello Dosto, Mera naam Gulrez Siddiqui hai. Mujhe logo ki Help karna bahut achha lagta hai. ye website meine banayi hai yahan par mein logo ki hindi me help karta hu. is site par aapko internet, blogger, youtube, seo, adsense, tips and tricks se related puri jankari hindi me milegi.


Twitter | Facebook | Google Plus

Previous
« Prev Post