Volume Key Kar Sakti Hai Ye 10 Kaam



Volume key kar sakti hai 10 kaam


Kya aapko pata hai ki volume key se volume kam jyada karne ke alawa bhi bahut kaam hai. G haa doston aaj mein aapko aise hi 10 kaamo ke baare me bataunga jo aap volume key se kar sakte hai. Volume key se aap kisi bhi app ko open kar sakte hai i mean volume key ko aap apne phone me install kisi bhi app ka shortcut bana sakte hai. Wo bhi bahut aasani ke sath iske liye aapko ek app ki jarurat padegi jisko aap play store se free me download kar sakte hai. Aapko pata hai ki volume key sabhi smartphone me di gayi hai but log ise sirf volume ke liye hi use karte hai matlab bahut kam logo pata hai ki hum volume key se kya-kya kaam kar sakte hai. But aaj mein aapko aise 10 kaamo ke baare me bataunga jo aap volume key se bahut aasani ke sath kar sakte hai. Aur iske sath hi ye trick aapke bahut kaam aa sakti hai jaise aapne volume key se calculator ka shortcut banaya hai to aap apna calculator volume key se i mean aapne jis volume key par set kiya hai jaise volume up and volume down se bahut hi tezi ke sath open kar sakte hai. Aapko apne phone ke menu me jane ki jarurat nahi hogo. Chaliye dekhte hai volume key se kisi bhi app ka shortcut kaise banate hai.

Android phone se 3D photo, Selfi kaise click kare.

Apne friend ko call kare usi ke number se. Aapna real no. Chhupaye.

Iske liye niche kuchh step diye gaye hai jinko follow karke aap aasani se apne phone me volume key se kisi bhi app ka shortcut bana sakte hai.

Step 1. Sabse pehle play store me jaye aur quickclick app install kare aap Yahan Click karke bhi download kar sakte ho.

Step 2. Create A New Action par click kare.

Step 3. Ab aapke samne aapke app aa jayege yaha aap jis app ko shortcut banana chahte hai uspe click kare agar list me aapke app show nahi ho rahe hai to app par click kare aapke jitne bhi apps hai sab aapke samne aa jayege.

Step 4. Jaise hi aap app select karege aapke samne ek aisi window aayegi.


1. Yahan aapko time select karna hai I mean aap yahan jitna time select karege aapko utne time tak hi key press karni hai mein aapko suggest karunga ki 3 second hi select kare

2. Ready par click kare.

3. Yahan se aap key select kar sakte hai matlab ki aap kis key se ise open karna chahte hai aap yahan apni pasand ki koi bhi key select kar sakte hai

4. Aapko phir ready par click karna hai

Step 5. Ab finally finish par click karde.

Is tarike se aap apne phone ke kisi bhi app ka shortcut bana sakte hai agar aap multiple shortcut banana chahte hai to aap isi process ko karke kitne bhi app add kar sakte hai. Agar aapka post se related koi sawal hai ya aap humse kuchh puchhna chahte hai aap humse comment me puchh sakte hai.

Aapko ye post kaisi lagi comment me jarur bataye. Agar post pasand aayi to ise apne doston me share karna na bhule.

Ye post bhi padhe>>
Android phone ki ram kaise badhaye. Using SD Card

MX Player Ac3 not support problem's solution -Hindi Me Jane

Mobile chor ko pakde is app ki madad se. Hindi me jane

....Thank You....

About Author:

Hello Dosto, Mera naam Gulrez Siddiqui hai. Mujhe logo ki Help karna bahut achha lagta hai. ye website meine banayi hai yahan par mein logo ki hindi me help karta hu. is site par aapko internet, blogger, youtube, seo, adsense, tips and tricks se related puri jankari hindi me milegi.


Twitter | Facebook | Google Plus

Previous
« Prev Post