Ye 5 Galatiya Phone Charge Karte Samay Bilkul Na Kare.| 5 mistake



5 mistake you'r making while charging phone.


Aaj hum aapko un 5 galatiyo ke baare me batayege jo 70% log apna smartphone charge karte samay karte hai. Jisse humare phone ki battery jald hi kharab ho jati hai. Hum sab jante hai ki battery phone ka ek main part hai Aur agar phone ki battery hi kharab ho jaye to phone kis kaam ka but phir bhi hum ye galatiya jan bhuj ke karte hai. Aayiye jante hai ki wo 5 galatiya konsi hai.

MX player me live IPL kaise dekhe free me. Hindi me jane

Blog (website) kaise banaye Online business ke liye.

1. Local data cable use karna. Jo data cable aapke phone ke sath aayi use hi istemal kare aur data cable kharab hone par original data hi kharide kyonki original data cable 24 gauge ki hoti hai aur lacal data cable 28 gauge ki. To isliye 24 gauge yani original data cable hi use kare isse aapke phone ki battery fast charge hogi aur backup bhi bahut achha degi.

2. Agar aap phone ko puri tarah se fast charge karna chahte hai to apne phone ko switch off karke hi charge kare aisa karne se aapka phone bahut fast charge hoga. Aur aapke phone ki battery life bhi increase hogi.

3. Phone ko kabhi bhi laptop ya battery wagerah se charge na kare isse koi disadvantage to nahi hai but battery charge hone me bahut time lagta hai i mean phone ko apne original charger se hi charge kare.


4. Power bank se phone ko charge karne se bhi aapka phone 50% slow charge hota hai kyonki power bank 1 amp volt provide karta hai. Agar aapko power bank se phone charge karna hai to aap original 2 amp volt provide karne wala power bank use kare ye market me available hai.

5. Agar aap ye chah rahe hai ki humara phone jaldi hi charge ho to aap phone ko flight mode me kare aur phir charge karke dekhe isse aapka phone 30 se 50% fast charge hoga.

Aapko ye jankari kaise lagi comment me jarur bataye aur post share karna bhi na bhule. Agar aapke paas bhi koi internet, mobile, computer se related post hai. To aap hume contact kar sakte hai aapki post ko aapke naam se publish kiya jayega.

Ye post bhi padhe>>
Mobile chor ko pakde is app ki madad se. Hindi me jane

Android phone se 3D photo, Selfi kaise click kare.

Aa gaya udne wala smartphone. LGdrone phone project 505 full details in hindi
....Thank You....

About Author:

Hello Dosto, Mera naam Gulrez Siddiqui hai. Mujhe logo ki Help karna bahut achha lagta hai. ye website meine banayi hai yahan par mein logo ki hindi me help karta hu. is site par aapko internet, blogger, youtube, seo, adsense, tips and tricks se related puri jankari hindi me milegi.


Twitter | Facebook | Google Plus

Previous
« Prev Post