Blog (website) kaise banaye Online business ke liye.



Create a free blog



Blog kaise banaye ji ha friends aaj hum internet ke sabse bade sawal par hai aaj hum aapko batayenge ki blog (website) kaise banate hai. Agar aap online business karna chahte hai ya apna talent duniya ke sath online share karna chahte hai to blog aapke liye sabse jaruri hai. Blog bana kar aap paise to kamayenge hi sath hi aapki ek alag pehchan bhi banegi. Agar aap bhi blog  bana kar paise kamana chahte hai me aapko suggests karunga ki aap usi topic par blog banaye jiski aapko achhi knowledge hai tabhi aap blogging me success ho sakenge. Blog banana bahut aasan hai aap humari ye post padhke aasani se  3-4 minute me apne blog bana sakte hai usse pehle ye jaan le ki hum blog blogger.com par bana rahe hai ye google ki hi ek service hai jo bilkul free hai .

Blogger blog ki template kaise change kare. Hindi me jane

Android phone ka boot animation kaise change kare.rooted device

Blog banane ke liye kin-kin chijo ki jarurat hai?

1. Computer / laptop
2. Ek Gmail account

Agar aapke paas gmail account nahi hai to ye post padhe aur apna gmail account banaye.

Blog kaise banaye?

Step follow kare

Step.1 www.blogger.com par jaye aur gmail ID se login kare

Blogger login


Step.2 New Blog par click kare.ek aisa form khulega image follow kare

Create new blog

1. Blog ka title likhe.
2. Apne blog ka jo address rakhna hai wo likhe for ex. Agar aap xyz likhenge to aapke blog ka address kuchh is tarah hoga xyz.blogspot.com
3. Template select kare
4. Create blog par click kare


Congratulations...  ban gayi aapki website aap apne phone ya pc me visit karke dekh sakte hai.

Ye post bhi padhe>>
Android phone ki ram kaise badhaye. Using SD Card

Android phone ko root kaise kare. Without PC


About Author:

Hello Dosto, Mera naam Gulrez Siddiqui hai. Mujhe logo ki Help karna bahut achha lagta hai. ye website meine banayi hai yahan par mein logo ki hindi me help karta hu. is site par aapko internet, blogger, youtube, seo, adsense, tips and tricks se related puri jankari hindi me milegi.


Twitter | Facebook | Google Plus

Previous
« Prev Post

1 comments:

Click here for comments
March 19, 2017 11:46 pm ×

Mein Minima Colored 3 Mag template use kar raha hu aap google par search karke free me download kar sakte hai

Congrats bro Gulrez Siddiqui you got PERTAMAX...! hehehehe...
Reply
avatar