Dosto aap to jante hi hai pura world digital ho gaya hai agar is digital world me aapke paas Email ID nahi hai to aap pichde kehlayege, aaj ke time me email id bahut important hai,
Ye post bhi padhe>>
Whatsapp no. international no. me kaise change kare Without Sim card
Facebook Par Unlimited Likes Kaise Le. Excellent
Internet se pehle log document, message, etc. Post dwara bhejte the jisko pahuchne me kafi din lag the,
lekin jab se internet ka vikas hua hai tab se documents, message,photo, audio video, email dwara turant bhej sakte hai. Aur iske sath hi email id se hum facebook,twitter, account bana sakte hai, Iski madad se hum youtube channel bana kar video upload karke paise bhi kama sakte hai, blog (website) bana sakte hai paise kamane ke liye, aane wale dino me in topic par bhi baat karenge.
Agar simple bhasha me kahu to ye all in one account hai internet par hume gmail id ki sabse jyada jarurat hoti hai.
1 Android mobile me 2 whatsapp kaise chalaye Withoutany app.
MX Player Ac3 not support problem's solution -Hindi Me Jane
To dosto aaj ki post me hum janenge Gmail id kaise banaye, humari puri post padhne ke baad aap aasani se gmail Account create kar sakte hai niche diye gaye step dhayan se follow kare.
Step-1 Sabse pehle www.gmail.com site par jaye create account par click kare.
1. Apna First Name Likhe
2. Last Name Likhe
3. Username Likhe yahi aapka email address hoga (ex. yourname345)
4. Password dale
5. Password confirm kare
6. Date of birth select kare
7. Yaha gender select kare
8. India select kare aur mobile no. Dale
9. Agar aapke paas koi email hai wo likhe nahi to khali chhod de
10. Location india select kare.
Step-3 Ab jo page khulega usme aapko confirmation code dalna hai. Jo aapko sms dwara prapt hoga.
Facebook Par 1 Din Me 1000+ Request Kaise le Cyberlikers se
Congretulation aapki emai id ban gayi hai. Agar koi problem aaye to aap hume bejhijak comment karke puchh sakte hai. Agar post pasand aaye to apne dosto me jarur share kare
.....Shukriya.....
ConversionConversion EmoticonEmoticon