How To Flash / Unbrick LG K8 350 With LGUP In Hindi



How to flash Lg k8 350 with lgup


Pichhli post me meine aapko bataya tha ki LG k8 350 ko root kaise karte hai. Aaj me aapko bataunga ki LG K8 350 ki flashing ya unbrick kaise karte hai. Actually LG Device ko ham aasani se root nahi kar sakte aur Root karte waqt agar koi chhoti si mistake ya koi step aisa bach jaye jisko humne follow nahi kiya. To is situations me phone brick hone ke chances badh jate hai. Agar aapke paas bhi lg device hai aur aap root karna chahte hai to me aapko suggest karunga ki meri pichhli post ko achhe se read kar ek ek step ko apne mind me store karke tabhi phone ko root kare. LG phone ko flash karne ke liye company ne do tool diye hai. Jinme ek LG flash tool hai aur ek LGUP aaj mein aapko LGUP se flash karna bataunga because LGUP bahut aasan hai. Jisse aap 2-4 minute me flash kar apne phone ko unbrick kar sakte hai. Aapko batade ki LG device ki firmware KDZ file me hoti hai. Jisko hum sp flash tool se flash nahi kar sakte. Isliye me yahan LGUP tool use karne wala hu. Isse pehle jaan lete hai ki LG k8 ko flash karne ke liye kin cheezo ki jarurat hai.

Sirf 1 Message Se Girlfriend Ya Kisi Ki Bhi Saari Harkaton Ka Pata Lagaye

Requirements.

1. PC ya Laptop

2. LG Series Port USB Driver.   Download

3. LGUP Tool.  Download

4. LG K8 350 dll file.    Download


5. Apne phone ka stock rom. Jo aap Google Search ki help se download kar sakte hai. For Ex. "Download LG K8 350z Stock rom"

Android Phone Me TWRP Recovery Kaise Install Kare. Without Pc

How To Flash LG K8 350.

1. Sabse pehle apne PC me LG series port USB driver install kare.

2. Driver install hone ke baad LGUP TOOL install kare.

3. Ab dll file install kare.

4. Apne phone ka Volume Up key press karke USB Cable ki help se PC se Connect kare. Jab tak aapka phone Download me na chala jaye tab tak aapko Volume Up key Nahi chhodna hai.

5. Ab LGUP TOOL open kare aur BIN check in kare.

6. Ab apne phone ki firmware jo KDZ file me hai usko select kare.

7. Upgrade par tik karke i mean upgrade select karke START par click kare.


Aapka phone flash hona star ho jayega. Iski process aap apne phone ki screen par bhi dekh sakte hai. Ye process 2-4 minute me complete ho jayegi. Jaise hi process complete hogi aapka phone automatically Start ho jayega. Agar aapko flash karne me koi problem aa rahi hai to hume comment me bataye. Aapki puri help ki jayegi. Aapko ye post kaisi lagi comment me jarur bataye. Aur haan agar post pasand aaye to apne doston me share karna na bhule.

Ye Post Bhi Padhe >>

15 Seconds ADB Installer v1.4.3. ADB And Fastboot.

2017 ki jabardast selfi app. Internet par macha rakha hai dhamal.

MX player me live IPL kaise dekhe free me. Hindi me jane

Android phone ki ram kaise badhaye. Using SD Card

....Shukriya.....



About Author:

Hello Dosto, Mera naam Gulrez Siddiqui hai. Mujhe logo ki Help karna bahut achha lagta hai. ye website meine banayi hai yahan par mein logo ki hindi me help karta hu. is site par aapko internet, blogger, youtube, seo, adsense, tips and tricks se related puri jankari hindi me milegi.


Twitter | Facebook | Google Plus

Previous
« Prev Post