How To Add Contact Form In Blogger Blog. Blog Me Contact Forum Kaise Add Kare

How to add contact form in blog

Iss post me hum baat karenge ki blog me contact Form kaise add karte hai. Contact Form blog ke liye bahut important hai. Contact Form ke bina adsense account approval hona namumkin hai. Aur agar aapke blog me contact Form hai to aapke visiter aapse aasani se contact kar sakte hai. Aapko bata de ki blogger blog me contact Form Default diya gaya hai but ye homepage par show hone ki wajah se hum isko use nahi kar sakte because iska seedha asar blog ke design par padta hai jo koi bhi blogger nahi chahega ki uske blog ka design kharab dikhe aur agar aap ek blogger hai to aap ye achhe se jante honge ki blog design karne me kitna time aur kitni mehnat lagti hai but iss post me mein aapko ek aisa tarika bataunga jisse aap apne blog me contact Form aasani se add kar sakenge aur isse aapke blog ke design par koi asar nahi padega.

Iss contact Form ko aap page ki tarah use kar sakte hai i mean ye Form aapke blog ke homepage par show nahi hoga iska live demo aap iss site par dekh sakte hai jiska link aapko footer me mil jayega. Internet par aapko aisi hazaron post mil jayegi jinme contact Form add karne ke baare me bataya gaya hai wo post 100% working hai but unme kisi Form ka design achha nahi hota to kisi post me third party site use karke contact Form add karna bataya gaya hai jiska loading time bahut hi slow hota hai. But iss post me mein kisi bhi aesi website ka use nahi karunga jo contact Form provide karti hai. Because iska reason meine aapko upar bata diya hai so mein yaha aapko html, Css code use karke contact Form add karna bataunga jo fast loading hone ke sath sath blog ka Default Form hai jiska aapke blog par koi bura asar nahi padega. Blog me contact Form add karne se pehle ise enable karna hota hai tabhi ye work karega iske kuchh step diye gaye hai jinko follow karke aap contact Form ko enable kar sakte hai.

Top 10 free Responsive, seo and mobile friendly blogger template.

1. Enable Contact Form In Blogger.

Sabse pehle apne blog ke Dashboard > Layout Me jaye aur Add A Gadgets par click kare. Aap niche screenshot dekh sakte hai

Add a contact form

1. Click On Layout
2.  Add A Gadgets
3. More Gadgets

Ye sab karne ke baad Gadgets list me Contact Form aa jayega Contact form ke samne jo Blue Plus Icon hai uspar click kare Aur Save karde.

Aapke blog me contact form enable ho gaya hai. Ye contact form aapke blog ke homepage par show hoga isliye ise hume hide karna padega chaliye aapko batate hai ki Default contact form ko kaise hide karte hai.

Facebook Par 1 Weak Me 20000 Followers Kaise Badhaye. 3 method in hindi

2. Default Contact Form Ko Kaise Hide Kare.

1. Theme me jaye aur Edit HTML par click

2. Theme code me kahi bhi click karke Ctrl+F key press kare.

3. Aapke samne search box open hoga usme ]]</b:skin> search kare.

4. Niche diye gaye code ko copy karke ]]</b:skin> se upar yaani pehle paste karke Save karde.

div#ContactForm1 {
display: none !important; }

Aapke blog ka default contact form hide ho gaya hai. Ab lagbhag aapka 70% kaam ho gaya hai.
Internet Se Paise Kamane Ka Sabse Best App.

3. How To Add Blogger Contact Form In A Static Page.

1. Page me jaye aur New Page Create kare.

2. Title me "Contact, Contact Us, Contact Me" Jo aap rakhna chahte hai wo type kare.

2. HTML par click karke niche diye gaye code ko copy karke paste kare. Aur page publish karde.

Name

E-mail *

Message *
<textarea class='contact-form-email-message' cols='25' id='ContactForm1_contact-form-email-message' name='email-message' rows='5'></textarea>

Aapke blog me contact form add ho gaya hai agar aapka post se ralated koi sawal hai ya contact form add karne me koi problem aa rahi hai to aap hume comment kar bata sakte hai aapki puri help ki jayegi. Aapko ye post kaisi lagi comment me jarur bataye aur haan post share karna na bhule.
...Shukriya..

About Author:

Hello Dosto, Mera naam Gulrez Siddiqui hai. Mujhe logo ki Help karna bahut achha lagta hai. ye website meine banayi hai yahan par mein logo ki hindi me help karta hu. is site par aapko internet, blogger, youtube, seo, adsense, tips and tricks se related puri jankari hindi me milegi.

Twitter | Facebook | Google Plus

Previous
« Prev Post