Snapchat Account Permanently Ya Temporally Delete Kaise Kare



Delete Snapchat account




Snapchat ek social networking app hai jo 8 July 2011 ko IOS par launch hua ye yeh ek pic. Aur massage send karne wala app hai. Iski khas baat ye hai ki isme send kiya hua massage apne aap delete ho jata hai. Iss app ke worldwide 500 milion se bhi jyada users hai. Snapchat ke owner ne 2015 me kaha tha ki snapchat only reach logo ke liye hai aur wo chahte hai ki isko bharat jaise garib log use na kare. Jiske baad bharat ke log is app ko apne phone se delete karne lage aur tabhi se snapchat ko playstore and apple store me kam rating dene lage isi karan se iss app ki rating 4.0 hai aur app ka 1.5% share lose ho gaya ye dekh snapchat company ne baad me kaha ki snapchat sabhi ke liye hai aur wo chahte hai ki pura world ise use kare.

Iss post me hum aapko batayenge ki snapchat account ko permanently ya Temporally kaise delete karte hai. Niche kuchh step diye gaye hai jinko follow karke aap aasani se Snapchat Account ko delete kar sakte hai.

1. Snapchat Account Delete Kaise Kare.

1. Sabse pehle Yahan Click kare. Aapke samne ek login form aa jayega.
2. Apna username and password type kare. I am not robot ko check mark karke login par click kare
3. Jaise hi aap login karenge aap seedhe account delete page par pahunch jaoge. Account delete karne ke liye confirm par click kare
4. Ab aapka account temporally delete ho gaya hai ab aapke friend aapse contact nahi kar sakte and aap 30 day ke andar recover kar sakte hai. 30 din ke baad aapka account permanently delete ho jayega.



30 days me aapka account hamesha ke liye delete ho jayega aap chahe to recover bhi kar sakte hai but 30 days se pehle aapko login karna hoga. 30 days ke baad aap account recover nahi kar sakte. Agar post se related koi sawal hai to comment me jarur bataye aur aapko ye post kaisi lagi batana na bhule agar post pasand aaye to apne dosto me share kare.


About Author:

Hello Dosto, Mera naam Gulrez Siddiqui hai. Mujhe logo ki Help karna bahut achha lagta hai. ye website meine banayi hai yahan par mein logo ki hindi me help karta hu. is site par aapko internet, blogger, youtube, seo, adsense, tips and tricks se related puri jankari hindi me milegi.


Twitter | Facebook | Google Plus

Previous
« Prev Post