Android phone ka Factory reset protect (FRP) bypass kaise kare.2 method





Frp yani factory reset protect ek bahut badi problem hai unke liye jo apne smartphone me game ya app download karne ke liye Play store par id banate Samay apni details ki jagah kuchh bhi daal kar account bana lete hai, par ye log account to bana lete but account me jo details daalte hai wo inko yaad rakhna bahut mushkil ho jata hai, aur ye aage chalkar bahut badi problem ban jati hai. Jaise agar aapka phone lost ho jaye to aap usko track nahi kar sakte aur agar phone reset kare to pehle usme  google account se login karna padta hai. Uske baad hi phone ko chala sakte hai socho agar aap aisa karte hai i mean play store par kuchh bhi daal kar account banate hai to aap kaise login karoge aapko password ya email address to yaad hi nahi hoga. Aise me hame is badi problem ka samna karna padta, but don't worry aap is post ko padhke apne phone ka frp lock aasani se remove kar payenge

Android phone ko root kaise kare. Without PC

Android phone ki ram kaise badhaye. Using SD Card

MX Player Ac3 not support problem's solution -Hindi Me Jane

Frp lock kya hai?

Frp jiska full form factory reset protect
Ye lock tab lagta hai jab smartphone ko reset karte hai, ye jaruri bhi hai. agar aapka phone lost ho jaye to koi usko use nahi kar sakta. Kyonki aaj ke time me har koi apne phone me pattern, pin, password etc, laga kar rakhta hai. Phone use karne ke liye pehle uska screen lock remove karna hoga jiske liye phone ko reset kiya jata hai. Reset karne ke baad jab aapka phone on hoga tab usme frp lock lagega jiske liye Google account ki jarurat hai.yahan wo hi account work karega jo phone ke play store par pehle tha. Isliye agar aapka phone lost ho jaye to koi usko chala nahi sakta, To ab aap samanjh gaye honge ki frp lock kiya hai. Me aapse ek hi baat kahunga jab bhi aap account create kare to usme apni sahi details bhare chahe wo google acount ho ya facebook. Chaliye ab aapko batate hai ki Android phone ka factory reset protect (frp) lock bypass kaise kare. Mere paas iske 2 method hai jo me aapke sath share karne ja raha hu. 2 method ke step dhyan se follow kare.

1 Android mobile me 2 whatsapp kaise chalaye Without any app.

Whatsapp no. international no. me kaise change kare Without Sim card

Frp lock kaise unlock kare?

Method 1

Is method me aapko kisi bhi tool ki jarurat nahi. ye ek trick hai jo kuchh phone par work karti hai micromax, lava, intex, etc par 100% work karegi samsung phone par ise check nahi kiya phir bhi ek baar apko try karna chahiye.

Step-1 sabse pehle jis phone par frp lock laga hai usko on kare. Aur wifi hotspot se connect kare.

Step-2 jab email id or password mange to waha kuch bhi daal de.

Step-3 Recent app open kare. I mean jis botton se aapke phone ke recent app show hote hai usko press kare.

Step-4 jaise hi aapke recent app show hoge home screen par search ka option Search pe click kare aur setting search kare

Step-5 Setting open kare aur backup and reset jaye aur phone ko reset karde..

Congratulation.. Aapka Frp lock remove ho gaya hai.
Agar ye method aapke phone par work nahi kar raha hai. to don't worry abhi 1 method baki hai aap isko follow kar sakte hai.

Method 2

Ye method OTG supported phone par hi work karega isme aapko OTG cable aur pendrive ki jarurat hogi.

Step-1 sabse pehle Yahan Click kare aur frp bypass app downlod kare.

Step-2 app download hone ke baad use pendrive ke kisi khali folder me copy paste karle

Step-3 pen drive ko otg se connect kare aur otg ko phone se.

Step-4  Otg se connect hote hi pendrive ke folder automatically show ho jayenge

Step-5 ab jis folder me aapne app paste kiya tha usko open kare or app install kare

Step-6 jaise hi app install hoga to wahan 2 options aayege Done aur open aapko open par click karna hai

Step-7 aapke phone ki setting open ho jayegi Ab aap backup and reset me jaye aur phone ko reset karde

Android phone ka boot animation kaise change kare.rooted device

Facebook Par Unlimited Likes Kaise Le. Excellent Trick

Facebook Par 1 Din Me 1000+ Request Kaise le Cyberlikers se

Congratulation.. Aapke phone ka frp lock remove ho gaya hai. Agar aapko frp unlock karne me koi problem aaye to aap hame comment karke puchh sakte hai. i hope aaj aapne jan liya hoga ki android phone ka frp lock kaise bypass karte hai.
Aapko ye post kaisi lagi comment karke jarur bataye agar post pasand aaye to apne doston me share karna mat bhule

....Shukriya....

About Author:

Hello Dosto, Mera naam Gulrez Siddiqui hai. Mujhe logo ki Help karna bahut achha lagta hai. ye website meine banayi hai yahan par mein logo ki hindi me help karta hu. is site par aapko internet, blogger, youtube, seo, adsense, tips and tricks se related puri jankari hindi me milegi.


Twitter | Facebook | Google Plus

Previous
« Prev Post